Friday, January 9, 2009

Fir vahin sawaal.....

vo nazar aaj bhi mera peecha karti hai
aaj bhi vo vahi kuch sawaal poochti hai
main fir un sawaalon ka jawab dhoondti hoon
jawab main fir kuch uljhe sawaal khade ho jate hai
........aur us nazar ka khalipan aur badh jata hai

No comments: